Diwali Kya Hai | क्यों इस त्यौहार को मनाते है | In Hindi 2018 | By TechMeSupport
Diwali Kya Hai | क्यों इस त्यौहार को मनाते है | In Hindi 2018 | By TechMeSupport
Diwali Kya Hai---
Dosto Diwali Kya Hai aaj ke is post me mai apko kuch ek bade tyohar ke bare me batane ki puri koshish karunga Ummeed karta ho ki mai apko is post me sara cheejen ache se bata paoooon.
Diwali Kya Hai dosto ye ek bada tyohar mana jata hai jaise ki India me sare dharm ke log ek ache se aapas me mil kar ek dusre ki madad karke apne tyoharo ko ache se manate hai kyu ki dosto india hi ek aisa desh hai jaha par sare dharmo ko ek nazar dekha jata hai.
Dosto ab Aate hai main point par ki akhir Diwali Hoti kya Hai .
ham to jante hi hai ki diwali aane par har ek bache budhe aur jawan ek khushi ke palon ka intezar karte hai jo ki wo apne gharo ko sajate hai aur saaf karne ki tyyari me lag jate hai.
Dosto Diwali par to sabhi jante hai ki ham sb ek sath mil kar Patakhe phodte aur pooja Path karte aapsa mi mithaiyan bat te dosto is din ham sb ek meethe boll se aas pass ke logon ka dil jeet lete taki hamare aur unme koi bhi tarah ki koi dushmani na rahe aur dosto yahi rhna hi chahiye.
Diwali ke din sabhi chote bade aur budhe sabhi ek dusre ke sath pathake phodne me lage rahte hai ek achi khushi ke sath us pal ko enjoy karte hai.
Diwali Kyu Manayi Jati Hai
Dosto Diwali ke din ham sb apne gharo ke charo taraf mombatti se ujala karte hai aur bhi kuch electric light lagate hai jis se hamara ghar acha lage aur to aur pure din ache khane banane me lage rahte hai chote bache naye naye kapde pahan kar bahar khoob maje se kehlte hai.
Dosto ab baat aati hai ki Diwali kyu Manayi Jati Hai dosto iske peeche ki bahut badi kahani hai mai to poora ek post ke jariye to nahi bata paunga lekin thoda bahut apko knowledge to de hi sakta hoo.
Dosto jab Ram 14 saal Baad laut kar aaye the tb unke aane ki khushi me gaavn ke loggg mombatti se swagat karne ke liye gaye aur ab yahi ek Hindu ka sabse bada tyohar ban gaya.]
Thanks For Reading My This Post


Very nice information about Diwali festival. Amazing stuff.
ReplyDeleteYou can also read my tech related stuff Email marketing kya hai kaise kare