Statue Of Unity | World Largest Statue | In Hindi 2018 | By Techmesupport
Statue Of Unity | World Largest Statue | In Hindi 2018
Statue Of Unity- Dosto jaisa ki ham sb jante the ki duniya ka sabse bada statue jo maana jata tha wi tha Statue Of Liberty ka jo ki ek bahut bada statue tha .
Lekin dosto aaj 31 october 2018 aaj ke din duniya ka sabse bada statue Sradar VallabhBhai Patel G ke jayanti par aaj PM Narendra Modi G ne Uska prarambh karne gaye the.
Dosto ye statue Gujrat ke Kareeb kahi par sthit hai.
- Dosto is statue ki baat kare to ye kareeb 4 years me tayyar hua jo ki kaafi mehnat ke baad .
- Dosto is me kul 250 Engineer ,aur 3400 Labours ke mutabiq ye statue ko tayyar kiya gaya hai.
- Is statue ke banane me kul 3000 carore lagat lagi hai pure is staute ko banwane me.
- Ye duniya ka sabse bada statue hoga jo ki India me banwaya gaya ho.
- Dosto iski lambai ki baat kare to ye 182 Metre . Jo ki duniya ke sare statue me se sb se lamba.
- Dosto ab baat aati hai ki kya isko dekhne ke liye ek aam vyakti ja payega . Ham jante hai ki Tajmahal ko dekhne ke liye uska Ticket lagta tha 50Rs lekin dosto ab ye dekhne ke liye 50 nahi balki 380Rs dene padenge jo ki kaafi mehnga pad sakta hai ek aam vyakti ko dekhne ke liye.
- Dosto isko Narmada River Se kuch hatkar banaya gaya hai.
Dosto Ummed Karta Hoon ki ye post apko pasand aayi hogi


Comments
Post a Comment